Hero Villain Dialogues


Hero Villain Dialogues

 

 

In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki kya zaroorat hai"

 

 

 

Agar Maa ka doodh piya hai to saamne aa

 

 

Jyaada hoshiayari karne ki koshish maat karna

 

 

Nahin chhodunga tujhe. Jaan sey maar daaloonga

 

 

Kutte! Kamine ! ....." " Yeh Taklooooo!

 

 

Bol! Bol heere kahan chuppa rakhe hai

 

 

Thairo! Yeh shaadi nahin ho sakti !

 

 

Abbe ChaparGanju!

 

 

Yeh sauda tumhe bahut mehnga padega

 

 

Chun Chun ke maaroonga, ek-ek ko chun chun ke maroonga

 

 

Yahan teri izzat bachane koi nahi ayega

 

 

tumhare  khyal kitne neech hain

 

 

Pehle hum tumhari purse lootengay phir tumhari izzat lootengay

 

 

Boss, Maine tumhara namak khaya hain

 

 

Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai.

 

 

Mogambo Khush Hua

 

 

Kitne Aadmi The

 

 

Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha.

 

 

Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete.

 

 

Rishtey Mein Hum Tumhaare Baap lagte hain, aur naam hai shehenshah

 

 

Sara saher mujhe lion ke naam se jaanta hai

 

 

Na Talwar Ki dhar se darta hai , na goliyon ki bauchar se darta hai, banda agar darta hai to parwardigar se darta hai.

 

 

Nahin Basanti in kutton ke saamne mat nachna

 

 

Dong kabhi wrong nahin hota!!!! Shom shom shom shamo sha sha...........

 

 

Maine tere bhadwon ki raakh bheji hai...poore badan pe lagale.....thandak pahunch jaayegi!!

 

 

Hu ko goli maar do. Hu mar jaane par humor ban ke sab ko hasaayenge.