Family Drama Dialogues
Aiye ji sunte ho.. Aap bade woh hein.
Raam Raam kaaka
Jug Jug jiyo beta
Kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bada kiya tha?
Is ghar ke darwaaze, tumhare liye hamesha ke liye band hein
Ajji sunte ho , munna ke pitajee
Ek phooti kaudi nahin doonga
Chudeil! Kide pade tere .....
Itnay paise tum kahan sey laiye ?
Ghar mein do-do jawaan betiyaan hein"
Lo! - Muh meertha karo
Aaj Pinky ka janam din hai
Gurkha, isse dhakke maarke bahar nikaal do
Ek baar mujhe maa kehkar pukaro beta
Maa, mai first class first pass ho gaya hoon
Beti, tu to paraya dhan hai
Zabaan ko lagaam do .
Bhabhi, tumhare haath ki chai peene ko man kar raha hai
Yeh maine apne haathon se banaaya hain!
Yeh A'nsoo pocH Dalo. I hate tears
Aaj karvachauth hai, bahuji ne savere se kuchh nahee khaya
Deddy, mere class ki sabhi ladkiyaan Kashmir jaa rahi hain, main bhi jaoon?
Haath mooh dho lo maine tumhare liye badaam ki kheer banayi hai............
Mere Paas Maa Hai
Yeh shaadi nahin ho sakti!
Bhaiya, aaj raksha bandhan hai
Comments (0)
You don't have permission to comment on this page.