Chor Police Dialogues


 

 

Chor Police Dialogues

 

 

Kanoon ke haath bahut lambe hote hein

 

Gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey Taz-e-raat-e-hind, dafaa 302 ke tahet , muzrim ko sazaaye maut di jaati hai

 

Main is Geeta per haath rakhkar yeh saugandh leta hoon ki jo bhi kahoonga sach kahoonga, aur sach ke siva kuch nahin kahoonga

 

Inspector! Giraftaar karlo issey

 

Apne aap ko police ke hawaale kar do. Police ne chaaron taraf sey tumhe gher liya hai " " Apne hathiyaar phenk do

Boss! Maal pakda gaya

 

Police mere peeche lagi hui hai .."

 

pulice ko tum jaise naujawaanon per naaz hai

 

Ab tumhari maa hanmare kabze mein hai.  Agar tum paanch laakh lekar, silver beach ke puraney kiley pe nahin aye, to mai usse bum se udaa doongaa

 

melod!

 

Yeh khoon maine kiya hai, melod!

 

Bhaagne ki koshish mat karna

 

Kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai

 

judge sahab, maine khoon nahi kiya.

 

dange-phasaad, loot-mar, kala bazaar, drugs, smuggling, in sub mein tumhara haath hai

 

Yeh Police station hain tumhare bap ka ghar nahi. Jab tak baitne ke liya na kaha jaaye chup chap khade raho.!

 

Ruk jao warna goli maar doonga!

 

Tum jaise badmaashon ko phaansi deni chahiye

 

Mujrim ko pesh kiya jaaye