Chor Police Dialogues
Kanoon ke haath bahut lambe hote hein
Gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey Taz-e-raat-e-hind, dafaa 302 ke tahet , muzrim ko sazaaye maut di jaati hai
Main is Geeta per haath rakhkar yeh saugandh leta hoon ki jo bhi kahoonga sach kahoonga, aur sach ke siva kuch nahin kahoonga
Inspector! Giraftaar karlo issey
Apne aap ko police ke hawaale kar do. Police ne chaaron taraf sey tumhe gher liya hai " " Apne hathiyaar phenk do
Boss! Maal pakda gaya
Police mere peeche lagi hui hai .."
pulice ko tum jaise naujawaanon per naaz hai
Ab tumhari maa hanmare kabze mein hai. Agar tum paanch laakh lekar, silver beach ke puraney kiley pe nahin aye, to mai usse bum se udaa doongaa
melod!
Yeh khoon maine kiya hai, melod!
Bhaagne ki koshish mat karna
Kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai
judge sahab, maine khoon nahi kiya.
dange-phasaad, loot-mar, kala bazaar, drugs, smuggling, in sub mein tumhara haath hai
Yeh Police station hain tumhare bap ka ghar nahi. Jab tak baitne ke liya na kaha jaaye chup chap khade raho.!
Ruk jao warna goli maar doonga!
Tum jaise badmaashon ko phaansi deni chahiye
Mujrim ko pesh kiya jaaye
Comments (0)
You don't have permission to comment on this page.